Jaj : Suna hai pichale 10 saal se tmne apni biwi ko dara dhamka k rakha hai.
Ek baar santa ko koi 8th floor par bulata hai. Jb vo vaha jata hai to flat ke samne likha rehta hai "Santa April Fool" to
Santa : Par Janab
Jaj : Safai ki jarurat nahi bas itna batao ye tumne kiya kaise
###################################
Ek baar santa ko koi 8th floor par bulata hai. Jb vo vaha jata hai to flat ke samne likha rehta hai "Santa April Fool" to
Santa likhta hai "Mai to yahan pr aya hi nhi tha.'
###################################
Santa: Sharab pite pite rone laga
Banta: Kya hua kyo ro rahe ho?
Santa: Yaar ki kara jis ladki ko bhulane k liye pi raha tha,uska naam yaad nhi aa raha hai
###################################
santa 2 doctor-apne kaha tha ki subah khelne se sehat thik rehti hai pr muje to koi fark nai pada?
doctor-konsa game khelteho?
santa-mobile mai snake wala
###################################
santa=mere padosi ka bacha gum ho gaya
banta=fir kya kiya?
santa=maine kaha google pe search karlo, mil jaye to download kr lena.